LBRY Block Explorer

LBRY Claims • wasabi-itni-mehnga-kyun-hote-haa

ba29f36b597c865391911f36c68928da29b379e7

Published By
Created On
20 Jan 2022 11:29:36 UTC
Transaction ID
Cost
Safe for Work
Free
Yes
Wasabi Itni Mehnga Kyun Hote Haa ?
Aslam o alicum nazrin
Wasabi asia ke aik jari booti hai jis ko masaly ke toor par khaya jata hai. Wasabi taqreban 160 dollor fi kilo gram hai . taza wasabi bohat zayda mehngi hote hai kyun k is ko tajarti paimany par ugaana naqabal e yakeen had tak mushkil hai. Mahreen ke mutabiq tajarti toor par ugany ke liay yah dunya ka sab se mehnga pooda hai.
Lekin asli wasabi milna bohat hi mushkil hai is ki qeemat 250 dollar fi kilo tak ho sakte hai is sabaz rang ke masaly ke bare main mashroor hai k yah brassica family ke sabaz poday se mataliq hai aur ghobi broccoli har sradish jesay poday talash kerna asan hai ya in ke bar aks naqabil e yakeen had tak mehga hai

Ager aap taaza wasabi lena chahty hain to is ke liay aap ko ghobi aur brokly sa 25 guna pasy kharch karna pary gy.
Is ke bharti hoe qeemat ke waja is ke Mushkil production hai is ko phalne phoolne ke liay makhsoos qissam ke haalat ke zarurat hote hai. Is ko matural atmosphere chahye jahan par pahaar aur nadyaan hon. Wasabi ko musalsal pani ke farahmi ke zarurat hote hai. aur phtrila ilaky ki b
Is ke sath sath yah sirf 8 ke qareeb darja haraarat bardasht ker sakta hai.
Sab se bhar ke yah k is sa bemaari lagne ka zayda andeesha rahta hai.
Wasabi wasy tu japan ma ugti ha lakin Europe main wasabi ko tajarti toor par ugaya jata hai jahan aur yaha k log isy karees forms khty han
Water karees behty howay pani main ugti hai aur is ke nichy bajri ka bister pichaya jata hai. Zamin se jo qudarti chishme ka pani nikalta hai yah zameen ke 40 metter nichy 11 degree ka hota hai jo k garmian main garm hota ha. Lekin jab yah pani bajree ke under se guzarta hai to thanda ho jata hai.
Lekin yah temperature ka bohat mosar tawazan hai bajri ko phor shed net se dhaanp dia jata hai . ta ke sard mousam ko barqarar rakha jaye.
Wasabi ko mukkaal pakne main 18 mah lagte hain . is ke baad katai tak nobat jate hai. Is ke katai b hath se hi ki jate hai.
...
https://www.youtube.com/watch?v=sbCpf0yEBPE
Author
Content Type
Unspecified
video/mp4
Language
Open in LBRY

More from the publisher

Controlling
VIDEO
THE B
Controlling
VIDEO
DAIRY
Controlling
VIDEO
DUNYA
Controlling
VIDEO
SPRIT
Controlling
VIDEO
SNICK
Controlling
VIDEO
AGAR
Controlling
VIDEO
PRINC
Controlling
VIDEO
TOBLE
Controlling
VIDEO
MOST7